Wednesday, October 20, 2010

Rashtra mandal khelo mei rashtra bhasha hindi ki upeksha

Doston, kya aap jante hai ki rashtra mandal khelo mei hindi bhasha ki kitni upeksha ki ja rahi hai. ek taraf to hum duniya ko bharat ki tasvir dikhana chahte hain par kaise vidambana hai ki hum apni tasvir uski ankho ko uski bhasha mei dikhana chahte hai kya naya karenge, uske liye kya naya hai sadke aur pul sunder bana doge, cars and vehicles chamka doge aur bhasha bhi vahi jo vo bolna chahte hai. kya humare paas humara kuch bhi apna nahi hai jo  bhasha bhi british or americans ki bolna chahte hain. kya kabhi russians or doucherians or chinese ko english bolte dekha hai. kya hume apni bhasha bolte hue itni sharam aati hai.

No comments:

Post a Comment